baras baras song lyrics

baras baras song lyrics is written by Tanishk Bagchi. This song is composed by Tanishk Bagchi for the movie Durgamati

Unki yeh nazar
Jo nazar se mili
Main pighlata raha
Usme hi kahin

Best deals from amazon today

Main khuda se
Haan khuda se kahoon
Tu mera tu mera haan
Ke ankhiyan baras baras jaayein
Naina taras taras jaayein
Mohe daras dikha jaa re
Piya re..
Ke ankhiyan baras baras jaayein
Naina taras taras jaayein
Ke mohe daras dikha jaa re
Piya re..
Khone laga main iss tarah
Aisa asar tera hua
Yeh dil pe chale tera hi zor
Tu kheenche chalun main teri aur
Tera hua main sabko chhod
Yeh mera ishq nahi kamzor
Unse bepanah jo mohabbat huyi
Main pighlata raha
Usme hi kahin
Main khuda se
Haan khuda se kahoon
Tu mera tu mera haan
Ke ankhiyan baras baras jaayein
Naina taras taras jaayein
Mohe daras dikha jaa re
Piya re..
Ke ankhiyan baras baras jaayein
Naina taras taras jaayein
Ke mohe daras dikha jaa re
Piya re