aasaan kiston song lyrics

aasaan kiston song lyrics is written by Amitabh Bhattacharya. This song is composed by Sachin-Jigar for the movie Roohi

Chhup chhup ke dilbar ka deedar kar
Aye dil tu aahista izhaar kar
Saara ka saara na karna abhi se
Aasaan kiston mein tu pyaar kar

Best deals from amazon today

Chhup chhup ke dilbar ka deedar kar
Aye dil tu aahista izhaar kar
Pagle saara ka saara na karna abhi se
Aasaan kiston mein tu pyaar kar
Pehle nibha ke dekhi hai tune
Mehangi mohabbat vilayati
Pad jaaye jisme lene ka dena
Ghaate ka sauda nihayati
Karna agar hi hai to pyaar kar le
Sasta sa desi kifayati
Pehle tu jitna laparwah tha
Utna sambhal ke hi iss baar kar
Pagle saara ka saara na karna abhi se
Aasaan kiston mein tu pyaar kar